Saturday, August 7, 2010

Pyaar ka koi bhed na jaane jaane kaise hota hai. Humne tumko apna mana jaane kaise hota hai. Ehsaas tumhara hardam rehna jaane kaise hota hai. Bin bole sab kuch keh jaana jaane kaise hota hai. Rooh mein sama ke aankho mein aana jaine kaise hota hai. Is pyaar ka koi mol na jaane jaane kaise hota hai

No comments: