Sunday, August 8, 2010

in diwali


At my home in diwali

Saturday, August 7, 2010

barish ka maza

Naam unka shaan hai meri
Dil unka dhadkan hai meri
Ankhen unki surat hai meri
Hansi unki jaan hai meri

Kismat se mila hai humko ye mauka
Pyar mein unke mile na dhoka
Har pal unhe doon mein khushi
Bas yahi asha hai meri

Ankhein vo khole tho payin mujhe
Har dam har pal chahe mujhe
Bas vo hi pehchan hai meri
Milna unse kismat hai meri. 
Pyaar ka koi bhed na jaane jaane kaise hota hai. Humne tumko apna mana jaane kaise hota hai. Ehsaas tumhara hardam rehna jaane kaise hota hai. Bin bole sab kuch keh jaana jaane kaise hota hai. Rooh mein sama ke aankho mein aana jaine kaise hota hai. Is pyaar ka koi mol na jaane jaane kaise hota hai

syari

syari

Wednesday, August 4, 2010

syari

syari

syari

syari

syari with song


" Aap ko dekha to khud se begane ho gaye .....
Kyoki aapke chand se chehre ke diwane ho gaye " !!!!!!!

syari with song

koi aisa din nehi gaya jisme tumhara khayal na aya ho....
ankhein na hoti ho num aur dil tadhap ke na raha jata ho..... 

Monday, August 2, 2010

sayari

sang gopioooooo radha chali............

sayari

Main Paaglon Ki Tarah Been Baza-Baza Ke Thak Gaya,

Wo Thi Ki Meri Bhais Ki Tarah Jugali Hi Karti Rahi.

sayari

Aa jaye kisi din tu aisa bhi nahi lagta..



Lakin wo tera wada jhota bhi nahi lagta..



Milta hai sakoon dil ko us yaar ke koche mai..



Har roz magar jana acha nahi lagta..



Dekha hai tujhe jab se bechain bohut hai dil..



Kehne ko koi tujh se rishta bhi nahi lagta



Kiya faisla karon us ke bare mai ab..



Wo ghair nahi lakin Apna Bhi Nahi Lagta..!!

sayari

If CARE is a WAVE,

i give u SEA.

If RESPECT is a LEAF,

i give u TREE.

If TRUST is a PLANET,

i give u GALAXY,

if FRIENDSHIP is LIFE,

i give u MINE 4 FREE..

keep smiling.

sayari

Waqt ne kaha ab to muskura de



Chahat ka mausam lauta usse to gale se laga le





Mene tere saath jo kiya who to ek sharahat thi



Shyaad dekhne tha tere pyar mei kitni kurbat thi





Pyar tere muje bhi pyara hai



Tere dard ke samne mei bhi hara





Preet teri jag se nirali hai



Phir bhi teri dil kyu sawali hai





Phir se meet milaya mene uska kuch to sila de



Tere dard ka sisila ab to mita de





Tab mene waqt se kaha,Tu kuch muje bhi bata



Kaise karu mei tera itebar





Kyo kehte hai log waqt nahi tharta



Chaho na chaho tu hai badalta





Tune dal di meri Zindagi kasmkash mei



Zindagi leke chod diya Zinda muje





Mei who dard O gum kaise bhul jao jo tune muje diye



Bhul bhi jau to phir se tere pass kyoi au





Tere kya tu waqt ha sab kuch tere saath hai



Zindagi lena aur Zindagi dena tere haath hai





Tu karta reh sitam jo karne hai



Mei to who lamha hu jo aj hai kal shyaad guzar jau………..

sayari

Forgetting friend is a

Crime

Ignoring them is a

Shame

Liking them is a

Pleasure

Thinking of them is a

Necessity

N disturbing them

‘Oye! Haq banta hai na yr!’

sayari

Toofan Me bikherte Chale Gaye

tanhai Ki gehrai Me Utarte Chale gaye

Jannat thi har sham jin dosto ke saath

Ek-ek Kar k sab Bichadte Chale gaye

sayari

Sabko Chorneka Mann Karta Hai

Sabse Kahi Dur Jaaneka Mann Karta Hai



Na Kisise Pyar Karu

Na Kisike Pyar Ke Kabil Banu

Na Kisise Dil Lagau

Na Kisika Dil Thodu

Na Kisipe Aitbar Karu

Na Kisika Intezar



Sabse Naatha Thodneka Mann Karta Hai



Na Kisise Baat Karu

Na Koi Wada Karu

Na Koi Wafa Ki Ummeed Karu

Na Kisise Bewafai Karu

Na Kisiko Apna Kahu

Na Kisiko Yaadon Mein Basau



Khud Se Pyar Ko Dur Karneka Mann Karta Hai



Na Koi Dua Karu Na Kisipe Yakeen

Na Koi Rasta Dundu Na Koi Manzil

Na Koi Sapna Sajau Na Koi Iraade

Raat Ko Neendka Na Subah Utneka

Na Khudse Na Koi Parayonse



Khud Se Dur Jaaneka Mann Karta Hai

Duniya Se Alag Honeka Mann Karta Hai



Na Dukh Pe Aansoo Bahau

Na Khushi Se Jhoom Uttu

Na Kisike Milnepe Muskurau

Na Kisike Bichadneka Shoak Manau

Na Khud Keliye Rou Na Kisi Aur Keliye



Kahi Khojaneka Mann Karta Hai

Haqeekat Se Muh Modneka Mann Karta Hai

sayari

Dil ke karib aaker jab wo dur ho gaye

Sare hasin khuwab chur chur ho gaye

Humne wada nibhai to badnami mili

Jinhone bewafai ki wo mashur ho gaye….?

sayari

Phool bankar muskarana zindagi,



muskarake gum bhulana zindagi,


jeet kar koi khush ho to kya hua,


haar kar khushiya manana bhi zindagi...